🌸JAWAB➡Tamam Amabiya علیہم السلام ka duniya me bhejne ka maqsad logon ko sidhi rah batana our bure kamon se bachana our Geb ki khabare batane ke liye jese jannat dozakh ke bare me bure kamon par azaab our ache kamon par sawab kese diya jayega is bare me batane ke liye bheja gaya hai
Hadise Qudsi (ye hadis huzur se malum hui lekin isme alfaz khuda'e taala ka hain):-
Tamam nabi علیہم السلام ko hamare nabi ﷺ ka duniya me aane ki khush khabri dene our hamare nabi ﷺ ko khuda ki pehchan batane ke liye bheja gaya 🌸
📚HAWALA📚
📖Aam kutub fiqah
📝NOTE=>Allah rabbul izzat tamam ambiya علیہم السلام ko bhejne ke liye majbur nahi tha balki uska fazl-o-karam hai ki usne ham logon par apna pegam Ambiya'e karam ke zariye pahunchaya taki ham din ke ehkam aasani se samajh saken
واللہ اعلم بالصواب
✍Binte Mohammad Noor Alam (Assam)

No comments:
Post a Comment
Aapke comments hame milenge our aapko uska replay bhi diya jaega aap apni bat likh sakte hain
THANK U 🌹