🌺(1)➡Nabi our rasul me kya farq hai❓

  



  🌼JAWABNabi our rasul dono khuda ke masum banden hain unse kabhi koi gunah nahi ho sakta


  • Har Rasul nabi hote hain lekin har nabi rasul nahi hote hain


Nabi ▶ wo hain jinko Allah ne logon ki hidayat ke liye gaeb ka ilm (Chupi hui baton ki khabar) de kar duniya me bheja our unke pas khuda ki taraf se wahi (Khuda ka pegam) aaye

Rasul▶ wo hain jinko Allah ne logon ki hidayat ke liye gaeb ka ilm de kar duniya me bheja our unke pas khuda ki taraf se wahi (khuda ka pegam) aaye our khuda ki taraf se kitab lekar aayen🌸

         📚HAWALA📚
   📖Aam kutub fiqah

واللہ اعلم بالصواب

✍Binte Mohammad Noor Alam (Assam)




No comments:

Post a Comment

Aapke comments hame milenge our aapko uska replay bhi diya jaega aap apni bat likh sakte hain

THANK U 🌹

Pages