🌼JAWAB➡HAM YA HAMARA QALAM IS QABIL NAHI KI HUZUR ﷺ KA MARTABA BAYAN KAR SAKE LEKIN FIR BHI KUCH NAQAL KARTE HAIN LOGIN KO SAMJHANE KE LIYE*
*➡Duniya me aane wale tamam Ambiya علیہم السلام khas kisi Qom(Qabile) ki taraf bheje gae lekin Hamare Huzur Sarkare Mustafa ﷺ Duniya ke sabhi makhluq ki taraf bheje gae insan, jinn, farishte, hewanat, jamadat (Bejan chizen) wagera sabki taraf bheje gae Our sabse pahle nabuwat hamare Huzur ﷺ ko mili Roze misaq(Jab tamam ambiya علیہم السلام ko jama kiya gay us waqt) me tamam ambiya se Huzur ﷺ par iman lane our unki madad karne ka ahad(wada) liya gaya lehaza hamare Huzur ﷺ tamam nabiyon ke nabi hain our Tama Ambiya علیہم السلام Huzur ﷺ ke ummati hian*
*➡Huzur ﷺ Allah ta aala ke nayib(Vice) hain tamam jahan Huzur ﷺ ke qabze me kar diya gaya hai wo Jo chahen Karen tamam jahan unka mohkam (Farma bardar) hain our wo apne rab ka mohkam (Farmabardar) hain*
*➡Huzur ﷺ ki farmabardari me Allah ta aala ki farmabardari hai our Allah ta aala ki farmabardari bager Huzur ﷺ ki farmabardari ke na mumkin hai*
*Qur'an pak me hai ki*
من یطع الرسول فقد اطاع اللہ
پارہ 5 سارة النساء
*➡TARJAMA=> Jisne Rasul ﷺ ka hukm mana be shak usne Allah ka hukm mana*
*➡Huzur ﷺ ke kisi Qol(bat), Fel(Kam), Amal ko Jo hikarat ki nazar se dekhega wo kafir hai*
*➡Huzur ﷺ ki tazim jese us waqt thi jab ki wo is duniya me zahiri nigahon ke samne tashrif farma then ab bhi usi tarah farz'e aazam hai*
*➡Jab bhi Huzur ﷺ ka zikr sune ba adab khushu khuzu our inkesari se sune our name pak sunte hi durud Sharif padhna wajib hai*
*➡Huzur ﷺ ki tazim our mohabbat hi asl'e iman hai jab tak Huzur ﷺ ki mohabbat Maa, Bap, Olad our tamam jahan se zada na ho jae aadmi musalman nahi ho sakta is liye Qur'an pak me farmaya gaya hai ki*
لتٶمنوا باللہ و رسولہ و تعزروہ وتوقروہ
پارہ 26 سورة الفتح
*➡TARJAMA=> Taki aye logon tum Allah our uske Rasul par iman lao our Rasul ki tazim wa toqir karo*
*➡Huzur ﷺ aakhri nabi hain yani Allah ta aala ne Huzur ﷺ par nabuwat khatm kar diya ab Huzur ﷺ ke zamane me ya unke bad koi naya nabi nahi ho sakta hai ab agar koi Huzur ﷺ ke zamane me ya Huzur ﷺ ke bad kisiko nabuwat milna mane ya jaiz Jane wo kafir hai*
*📌Huzur ﷺ se mohabbat ki nishani ye hai ki kasrat se Huzur ﷺ ka zikr kiya jae Huzur ﷺ par kasrat se durud'e pak padha jae our jab Huzur ﷺ ka name pak likhe to mukammal "ﷺ" zarur likhe sirf ص ya صلعم likhna haram hai, our Huzur ﷺ ke Aal (Khandan) our unke ashab our Huzur ﷺ ke mutallaqin, wa mutawassilin se mohabbat rakhe our Huzur ﷺ ke dushmanon se dushmani chahe wo maa , bap, Bhai, bahan hi Q na ho our jab bhi Huzur ﷺ ko pukarna ho to name pak se na pukare balki "Ya Rasul Allah" ya "Ya Habib Allah" kahen Jesa ki Rab tabarak wa ta aala khud Qur'an'e pak me farmata hai ki
لاتجعلوا دعآء الرسول بینکم کدعآء بعضکم بعضا
پارہ 18 سورة النور
*➡TARJAMA=> Rasul ke pukarne ko aapas me esa na tharalo jesa tum me ek dusre ko pukarta hai*
*📌Agar kabhi ye sa aadat , khush bakhti hasil ho ki Madine pak ki hazti (Jana) nasib ho to Rozae Rasul ﷺ (Qabre anwar) ke samne apni aawaz buland na Karen warna zindagi bhar ke sare aamal barbad ho jaenge Qki Qur'an pak me farmaya gaya hai ki*
یا ایھا الذین اٰمنوا لا ترفعوا اصواتکم فوق صوت النبی ولا تجھروا لہ بالقول کجھر بعضکم لبعض ان تحبط اعمالکم و انتم لا تشعرون
پارہ 26 سورة الحجرات
➡TARJAMA=>Aye iman walon apni aawazen unchi na karo us geb batane wale (Nabi) ki aawaz se our unke huzur bat chilla kar na kaho jese aapas me ek dusre ke samne chillate ho ki kahi tumhare amal akarat na ho jae our tumhe khabar na ho
Allah Rabbul izzat se dua hai ki is gunehgar ko bhi apne Hab. ib ﷺ ke Sheher Mubarak (Madina munauwwara) me Jane ki sa aadat hasil ho jae meri ye gunehgar aankhen is qabil to nahi ki Roza'e Rasul ﷺ, Jali'e Mubarak ki zayarat kare Madine pak galiyan hi dekhna nasib ho jae
آمین ثم آمین یا رب العالمین بجاہ سید المرسلین ﷺ و غوث پاک رضی اللہ عنہ
📌Our jitna mumkin ho aadabe Nabi ﷺ Baja laye our Huzur ﷺ ke Qol (bat) fel (kam) logon se malum Karen our us par amal Karen is liye ki Qur'an'e pak me farmaya gaya hai ki
قل ان کنتم تحبون اللہ فاتبعونی یحببکم اللہ
پارہ 3 سورہ اٰل عمران
➡TARJAMA=> Aye Mahbub tum farma do ki logon agar tum Allah ko dost rakhte ho to mere farmabardar ho jao Allah tumhe dost rakhega
🌺سبحان الله🌺
📚HAWALA📚
📖Bahare shariyat
📝NOTE=> AZMATE NABI ﷺ PAR JO BHI LIKHA JAYE KAM HAI AZMATE NABI ﷺ WO HAI JO HAM GULAMON KE BAS KI BAT NAHI
واللہ اعلم بالصواب
📢Copy paste karke gunehgar bane bager share Karen
_Dua ki talabgar_
✍Binte Mohammad Noor Alam (Assam)

No comments:
Post a Comment
Aapke comments hame milenge our aapko uska replay bhi diya jaega aap apni bat likh sakte hain
THANK U 🌹