🌸JAWAB➡Tamam nabi علیہم السلام ke alag alag darajat hain Baz (Kuch) nabi ko baz (kuch) nabi par fazilat di gai hai
➡Qur'an'e pak me hai ki
ولقد فضلنا بعض النبیّن علیٰ بعض
سورة بنی اسرائل آیت ٥٥
➡TARJAMA=>Our beshak hamne nabiyon me ek ko ek par badhai di
➡Khuda har nabi ko alag alag kuch khas fazilat ata farmai hai jese Hazrate Ibrahim علیہ السلام ko Khalil kiya our Hazrate Musa علیہ السلام ko kalim kiya our Huzur ﷺ ko Habib banaya سبحان الله
➡Sabse afzal hamare Huzur ﷺ hai our Huzur ﷺ ke bad sabse bada martaba Hazrate Ibrahim علیہ السلام fir Hazrate Musa علیہ السلام fir Hazrate Esa علیہ السلام our Hazrate Nuh علیہ السلام our in sabhi Hazrat ko MURSALIN ULUL AZM Kehte hain our ye Pancho Hazrat tamam Ambiya , Rasul علیہم السلام our tamam makhluq se afzal hain
➡khuda ke nazdik Duniya ki har makhluq ka alag alag martawa hai our Ambiya علیہم السلام bhi khuda ke nazdik Azim izzat wale hain is liye unko ye na kaha jae ki wo Allah ke nazdik معاذاللہ chamar ki misl (Tarah) hain
➡Jesa ki (Book) Taqwiyatul iman me Ismail Dahalwi Deobandi ne likha hai ki
➡❌Our yaqin Jan Lena chahiye ki har makhluq bada ho ya chota wah Allah Ki shan ke aage chamar se bhi zalil haiمعاذاللہ❌
📚❌Taqwiyatul iman by Ismail dahalwi Deobandi❌
✅➡Halanka ki Qur'an'e muqaddas me farmaya gaya hai ki
یا ایھا الذین امنوا لا تکونوا کالذین اذوا موسی فبراہ الخ
Para 22 Surah Ehzab Aayat number 69
➡TARJAMA=> Aye iman walon un jese na hona jinhone Musa علیہ السلام ko sataya to Allah ne use bari farma diya is bat se Jo unhone kahi our Musa علیہ السلام Allah ke yahan aabru (Izzat) wala hai
➡Is Aayat me logon se kaha ja raha hai ki Huzur ka adab wa ehtaram Baja lao koi esa kam na karo Jo unke ranj ka bais ho, jisse unhe taklif ho our kaha ja raha hai ki bani israil ki tarah na hona Jo Musa علیہ السلام ke bare me galat bat bolte the our Allah ta aala ne sahi bat logon ke samne zahir bhi farma diya Jo wo galat bat bolte the our Musa علیہ السلام ka martaba bataya gaya hai ki Allah ke nazdik wo buland martaba wale hainسبحان الله
قل ان کنتم تحبون اللہ فاتبعونی الخ
Para 3 Surah Ale Imran Aayat number 31
➡TARJAMA => Aye Mahbub tum farma do ki logon agar tum Allah ko dost rakhte ho to mere farmabardar ho jao Allah tumhe dost rakhega our tumhare gunah bakhshdega our Allah bakhshne wala meherban hai
➡ Is aayat se Malum Hua ki kisi insan ka Allah Ki Mohabbat Ka Dawa jab hi sachcha ho sakta hai Jab wo insan Huzur ﷺ ka farmabardar ho ye Aayat us waqt nazil hui jab Huzur ﷺ Quraish ke pas thahre jo Khana'e Kaba me but (murti) Rakhe the our unhe Sajda karte The Huzure ﷺ ne farmaya ki aye girwah (Jamat) Quraish Khuda Ki Qasam tum apne Aaba (Purwaj) Hazrat Ibrahim علیہ السلام aur Hazrat Ismail علیہ السلام ke din ke khilaf hogae Quraish ne kaha ki hum un buton (murtiyon) ko Allah Ki Mohabbat Me Pujte Hain Taki ye hame Allah se qareeb Kare is par ye ayat nazil Hui aur bataya Gaya ki Mohabbat'e khuda ka Dawa Huzur ﷺ ki Mohabbat ke bager qubul nahi
➡ Hadise pak hai ki jisne meri na farmani ki usne Allah ki nafarmani ki
📚Bukhari, Muslim
📌Tamam ayat our ahadis se ye malum hua ki tamam ambiya علیہم السلام ka martaba khuda ke nazdik Buland hai our kisiko halal nahi ki koi nabi ki shan ke khilaf kahe Mufassire Qur'an Hazrat Allama Ismail Haqqi رحمة اللہ علیہ Farmate hain ki koi bhi insan jisse qasdan (Janbujh kar ) koi esi chiz zahir hui jisse Huzur ﷺ ki thodi si bhi be adbi malum ho use qatl karna wajib hai agar cha wo kalma padhe ya toba kare to qatl kiya jaenga is bat par kisi bhi ulma ka ekhtelaf nahi hai agar koi bhi jahalat me (Anjane me) our uski aql sahi ho Ambiya علیہم السلام me se kisi bhi Nabi ki thodi bhi be adbi ki wo kafir hai
our Ismail dahalwi (Deobandi) ka ye kehna ki har makhluq bada ho ya chota khuda ki shan ke aage chamar se Bhai zalil hai معاذ اللہ kufr hai usne Ambiya ki khuli gustakhi ki hai our kalma kufr kaha esa kehne wala kafir hai our jo us Ismail dahalwi ki baton par razi ho wo bhi kafir hai
📚HAWALA📚
📖Tafsir ruhul bayan, Aam kutub fiqah
📝NOTE=> Jis tarah hamare Huzur ﷺ tamam Rasulon ke sardar our sabse afzal hain beshak Huzurﷺ ke sadqe Huzurﷺ ke ummat tamam ummatiyon me afzal hain jesa ki Qur'an'e pak me farmaya gaya hai
کنتم خیر امة اخرجت للناس الخ*
Para 4 Surah Aale Imran Aayat number 110
➡TARJAMA=> Tum behtar ho un sab ummaton me jo logon me zahir hue
➡ye aayate mubaraka us waqt nazil hui jab yahudiyon ne sahaba se kaha ki ham tumse afzal hain our hamara din tumhare din se behtar hai is par ayat nazil farma kar bataya gaya ki Huzurﷺ ke ummati un tamam ummati se afzal hain jo bhi duniya me aaye our ab koi naya nabi ya naya ummati duniya me nahi aayega (سبحان الله)
واللہ اعلم بالصواب
📢Copy paste karke gunehgar bane bager share Karen
_Dua ki talabgar_
✍Binte Mohammad Noor Alam (Assam)

No comments:
Post a Comment
Aapke comments hame milenge our aapko uska replay bhi diya jaega aap apni bat likh sakte hain
THANK U 🌹