🌼JAWAB ➡Tamam farishten wahi karte hain Jo khuda ka hukm hota hai khuda ke hukm ke khilaf wo kabhi kuch nahi karte nahi Jan bujh kar our na hi galati se wo Allah ke wo masum bande hain Jo har qism ke chote bade gunahon se pak hain👇
➡Jesa ki Qur'an'e pak me farmaya gaya hai ki
لا یعصون اللہ ما امرھم و یفعلون ما یٶمرون
پارہ 28 سورة التحریم
➡TARJAMA=>Allah ka hukm nahi talte our Jo unhe (Farishteon ko) hukm ho wahi karte hain
➡Isse malum hua ki farishte khuda ke hukm ke bager kuch nahi karte hain wo Allah ke masum bande hain jinse kabhi galati nahi ho sakti
📌Kisi bhi farishte ki thodi si bhi be adbi kufr hai kuch log apne kisi dushman ko hikart se dekh kar ya kisiko mazak se ye kehte hain ki mot ka farishta aa gaya to ye kufr hai👇
➡HADIS'E PAK ME HAI
Jo kisi farishte ko gali de (معاذ اللہ)ya unse bugz rakhe (Nafrat kare معاذ اللہ) to beshak wo kafir ho jaega jesa ki Ambiya علیہم السلام ke bare me hai (Ki unhe koi gali de ya koi nafrat kare معاذ اللہ ثم معاذ اللہ to wo kafir hai)
➡HADIS'E PAK ME HAI KI
Kisi insan ne agar tamam farishton me se kisi farishte par eb lagaya (معاذ اللہ)to wo kafir ho gaya
📚Fatawa Hindiya (Fatawa Alamgiri)
📚HAWALA📚
📖Aam kutub fiqah
📝NOTE=Khuda farishton ka mohtaj nahi balki Farishton ki Azmat logon me zahir karne ke liye unko zariya banata hai our farishte Jo karte hain khuda ke hukm se wo kuch galat nahi karte hain
واللہ اعلم بالصواب
_Dua ki talabgar_
✍Binte Mohammad Noor Alam (Assam)

No comments:
Post a Comment
Aapke comments hame milenge our aapko uska replay bhi diya jaega aap apni bat likh sakte hain
THANK U 🌹