Roze ki niyat ka waqt kabse kab tak h❓

يٰۤاَيُّهَا الَّذِيْنَ اٰمَنُوْا كُتِبَ عَلَيْكُمُ الصِّيَامُ كَمَا كُتِبَ عَلَى الَّذِيْنَ مِنْ قَبْلِكُمْ لَعَلَّكُمْ تَتَّقُوْنَۙ

▶️ TARJUMA> Aye iman walon tum par roza farz kiya gaya jesa un par farz hua tha jo tumse pahle  hue taki tum Gunahon se bacho

♦️HADIS SHARIF (5)♦️

🏵️ Huzur ﷺ ne Farmaya
             💖Rozedar ki dua iftar ke waqt rad nahi ki jati💖
سبحان الله

    🔮SABAQ NUMBER (5)🔮

♦️JAWAB ↝  Niyat ka waqt Suraj dubne se Zahwe kubra tak h us waqt me jab niyat kar le wo roze ho jayenge
             📖Bahare shariyat (5)

Zahwe Kubra :-

        Zahwe kubra kise kehte hain ye janne ke liye niche link par Click karen👇👇

https://nooremohammadi786.blogspot.com/2020/05/Zahwe-kubra-kise-kehte-hain.html

واللہ اعلم بالصواب

No comments:

Post a Comment

Aapke comments hame milenge our aapko uska replay bhi diya jaega aap apni bat likh sakte hain

THANK U 🌹

Pages