Quran our Hadis me kya Farq hai❓




1️⃣ Quran Ye Khuda ka kalam hai

1. Ismene Alfaz our meaning wagera sab Allah ki taraf se hai Jaesa ki Hazeate Jibrail علیہ السلام jis tarah Quran pak le kar aate Huzur ﷺ logon tak  wese hi pahuncha dete

2. Iski Tilawat namaz me ho sakti hai qki ye kalame pak hai

2️⃣ Hadis wo hai jo huzur ﷺ ka Qol (Bat) Fel (kam) Manqul (kisi Sahabiye Rasul ke zariye Ham Tak Pahunch Jaye) use hadis kehte hain

1. Hadis me Alfaz Huzur ﷺ ke hote hain our Mana wa Mafhum Allah ki taraf se hote hain

2. Iski Tilawat Namaz me nahi ho sakti hai Qki namaz me tilawat Kalame Pak ki hoti hai

No comments:

Post a Comment

Aapke comments hame milenge our aapko uska replay bhi diya jaega aap apni bat likh sakte hain

THANK U 🌹

Pages