Huzur ﷺ Ka moajza Quran'e Pak me




Huzur ﷺ ke be shumar moajzen hain unhi me ek Qurane Pak bhi hai Quran muqaddas ki ek ek aayat Huzur ﷺ Ka moajza hai ki puri duniya ke loog mil kar bhi Quran ki ek Aayat ke Jaesi koi dusri aayat nahi la sakte hain

Our Jitne bhi Ambiya علیہم السلام  Guzre hain Sabhi Ambiya علیہم السلام ke Moajzat ek qissa ban kar reh gaya hai lekin Huzur ﷺ Ke moajzat Ta Qayamat Baqi rahenge Our unhi Moajzat me se ek hai Quran Muqaddas ki Ye Ek Aesi aasman kitab hai jo ki Har koi padhta hai our aasani se yad kar leta hai yahan tak ki jo non muslims hain unhe ye kitab aasani se yad ho jati hai

Inhi Moajzat me se ek ye bhi hai ki Quran Muqaddas me kuch ayese Huruf (Words) hain jinke meanings kisiko nahi malum siwaye Allah our Uske Rasul ﷺ ke yahan tak ki wo Farishta (Hazrate Jibrail علیہ السلام) jo ki Huzur ﷺ ki khudmat me hazir ho Qurane pak Sunate unhe bhi nahi malum ki in Huzuf ke kya meaning hain jaesa ki Hadise pak me hai ki

Ek Martaba Hazrate Jibrail علیہ السلام Quran ki Aayat الم le kar aaye Arz kiye Alif ( ا ) Huzur ﷺ ne farmaya mene Jan liya Arz kiye Lam (ل) to  Huzur ﷺ ne farmaya mene Jan liya Arz kiye mim (م) Huzur ﷺ ne farmaya uska karam hai Hazrate Jibrail علیہ السلام  kuehne lage ki Aapne kya samjha our kya jana me to kuch bhi na samjha Huzur ﷺ ne farmaya ye mere our mere Rab ke darmayan raz hai

سبحان الله

yaha se un Deobandiyon ko bhi Apne sawalon ka jawab milta hai jo ye kehte hain ki نعوذ باللہ Nabi ko gaeb ka ilm nahi agar Hamre Sakar Pyare Mustafa ﷺ ko gaeb ka ilm nahi hai to un aayton ke meaning unhe kayese malum chala ? Iska jawab de ye Gustakhe Nabi

No comments:

Post a Comment

Aapke comments hame milenge our aapko uska replay bhi diya jaega aap apni bat likh sakte hain

THANK U 🌹

Pages