agar kisi uzr ki wajah se etkaf tut jaye to etkaf ka kya hukm hai

 



agar kisi uzr ki wajah se etkaf tut jaye jaese bimar ho gaya ya orat ka haez wa nafas shuru ho jaye junun ya behoshi tawil tari ho gai is sab suraton me bhi qaza wajib hai isme agar kuch fot ho jaye to kul ki qaza wajib nahi balki jitne fot ho gaye sirf unki qaza wajib hai

our mannat kisi moaiyyan mahine ki mani thi to baqi dinon ki qaza kare our agar moiyyan na ho our lagatar ek mahine ki mani thi to sire se etkaf ki mannat ki qaza kare 

No comments:

Post a Comment

Aapke comments hame milenge our aapko uska replay bhi diya jaega aap apni bat likh sakte hain

THANK U 🌹

Pages