etkaf shuru karke chodh de to etkaf ka kya hukm hai ?

 



Etkaf nafil agar shuru karke chodh de to uski qaza nahi hai jaha se chodha wahi tak pure ho gaye 


Etkaf Masnun yani Ramadan ke aakhri das dinon ka etkaf kiya ho our use todha to jis din todha sir us din ki qaza kare pure dinon ki qaza wajib nahi 


Manaat ka etkaf kiya our todh de to agar mannat kisi moaiyyan mahine ki mani thi to baqi dinon ki qaza kare our agar moiyyan na ho to lagatar ek mahine ki mani thi to sire se etkaf ki mannat puri kare 

No comments:

Post a Comment

Aapke comments hame milenge our aapko uska replay bhi diya jaega aap apni bat likh sakte hain

THANK U 🌹

Pages