etkaf ki mannat din me mani ho to kya raat bhi mannat me dakhil hoga

 


Etkaf ki mannat agar ek din ki mani ho to isme raat dakhil nahi hai tulu fajar se pehle masjid me chala jaye fir Gurub ke baad chala aaye 


Our agar 2 din ya usse zyada ki mannat mani ho to isme agar is mannat manne me agar sirf din ka zikr kiya ho to sirf din ki mannat sahi hai ab sirf din me etkaf kare our agar Raat ki mannat mani ho to Ye mannat sahi nahi hai ki raat me roza nahi rakh sakta our mannat ke etkaf me roza shart hai our agar din ya raat ki qaed na ki ho to din raat dono etkaf me dakhil hoga isi tarah agar ek mahine ki mannat mani thi ki to pure mahine ke din our raat me lagatar etkaf kare

No comments:

Post a Comment

Aapke comments hame milenge our aapko uska replay bhi diya jaega aap apni bat likh sakte hain

THANK U 🌹

Pages