Etkaf ki mnnat mani our mar gaya to etkaf ka kya hukm hai




Etkaf ki mnnat mani our mar gaya to har roz ke badle sadqa'e fitr ke brabar miskin ko diya jaye jabki wasiyat kiya ho our uspar wajib hai ki wasiyat kar jaye our agar wasiyat na kiya ho jab bhi warison ne apni janib se fidya de diya to ye bhi jaiz hai 


NOTE = Agar bimari ki halat me mannat mani our fir sehat yab na hua ki man gaya to ab kuch wajib nahi lekin agar marne se pehle sehat yab ho gaya tha itna waqt mil gaya tha ki etkaf kar sake our nahi kiya ya kiya lekin our kuch roz ka bach gaya our mar gaya to ab fidya de 


No comments:

Post a Comment

Aapke comments hame milenge our aapko uska replay bhi diya jaega aap apni bat likh sakte hain

THANK U 🌹

Pages