Ruku karne ke bad sidha khadha hue bager sajda me chala gaya to namaz ka kya hukm ha ?

 



Ruku ke bad sidha khadha hona yani  qaoma karna wajibate namaz mese hai isi tarah dono sajdon ke darmyan sikha bethna yani jalsa ye bhi wajbate namaz mese hai is par khas tawajjoh den iske  tark se sajdae sahi karna hota hai warna namaz nahi hogi

No comments:

Post a Comment

Aapke comments hame milenge our aapko uska replay bhi diya jaega aap apni bat likh sakte hain

THANK U 🌹

Pages