Sajada'e sahu ka kya tariqa hai ?

 



Sajdae sahu kisi bhi wajibate namaz ko tark karne par lazim aata hai.


Sajdaye sahu ke liye namaz ke aakhri qoada me Tashahhud padh kar dai taraf salam fer kar fir 2 sajde karen fir tashahhud wagera padh kar namaz puri karen

No comments:

Post a Comment

Aapke comments hame milenge our aapko uska replay bhi diya jaega aap apni bat likh sakte hain

THANK U 🌹

Pages