🌺(8)➡kya taqder ka likha badal sakta hai❓




🌼JAWAB➡Dua se bhi taqdir badal sakti hai lekin har chiz nahi badal sakti hai isliye ki Taqdir ki tin 3 qisme hain*
 
  *(1)Qazae mubram :- kisi cheez par muallaq nahi yeh kabhi badal nahi sakti*
 *MISAL> har jandar ko maot aana*
   
*(2) Muallaqe mahaz:- ke badalne ki wajah zahir hoti hai aur aksar auliya ki dua se badal jati hai*
 *MISAL>Aksar auliya Allah ki karamten*
 
 *(3) Shabih ba mubram:- ke badalne ki wajah sirf rab ko malum hota hai aur makhsus auliya'e kram ki dua se badal jati hai*
*MISAL> makhsus  auliya ki karamten🌸*

            *📚HAWALA📚*
   *📖Bahare shariyat Hissa 1*

*📝NOTE=>Taqdir ke bare me zada gaor o fikr karna halakat hai yani iman jane ka khatra hai bas itna hi samjhe ki taqdir ka likha nahi badal sakta lekin wali Allah our khuda ke nek bandon ke wasile se badal bhi sakta hai*

*واللہ اعلم بالصواب*

        🤲 *_Dua ki talabgar_* 🤲


*✍Binte Mohammad Noor Alam (Assam)*

No comments:

Post a Comment

Aapke comments hame milenge our aapko uska replay bhi diya jaega aap apni bat likh sakte hain

THANK U 🌹

Pages