🌸➡Huzur ﷺ ke alawa our bhi bahot se loog shifa-at farmayenge jesa ki hadis'e pak me hai👇
Hazrate usman رضی اللہ عنہ se riwayat hai ki Huzur ﷺ ne farmaya qayamat ke din tin (3) tarh ke long shafa-at Karenge pehle ambiya علیہ السلام fir Ulmae کرام fir Shohdae کرام
📚 Mishkat sharif
Qur'an pak me rab farmata hai
" وَكَمْ مِنْ مَلَك فِي السَّمَاوَات لَا تُغْنِي شَفَاعَتهمْ شَيْئًا إِلَّا مِنْ بَعْد أَنْ يَأْذَن اللَّه لِمَنْ يَشَاء وَيَرْضَى " Surah Najm (26)
➡TARJAMA=> Our kitne hi farishte hain aasmanon me ki unki sifarish kuch kam nahi aati magar jabki Allah ijazat de de jiske liye chahe our pasand farmaye
" يَوْم يَقُوم الرُّوح وَالْمَلَائِكَة صَفًّا لَا يَتَكَلَّمُونَ إِلَّا مَنْ أَذِنَ لَهُ الرَّحْمَن وَقَالَ صَوَابًا " Surah Naba (38)
➡TARJAMA=> Jis din jibrail khadha hoga our sab farishten para bandhe (Safen banaye) koi na bol sakega magar jise Rahman ne izn(Ijazat) diya our usne thik bat kahi
" وَلَا يَشْفَعُونَ إِلَّا لِمَنْ اِرْتَضَى وَهُمْ مِنْ خَشْيَته مُشْفِقُونَ " Surah Ambiya (28)
➡TARJAMA=>Our Shifa-at nahi karte magar uske liye jise wo pasand farmaye our wo uske khof se dar rahe hain
📌Tamam ambiya apni ummat ki shifaat karenge , aoliya karam , ulmaye karam , huffaze karam , hujjaj har koi apne apne mutalliqin ki shifa-at karenge na balig bache Jo mar gaye hain wo apne ma bap ki shifa-at karenge ulma ke pas kuch loog aa kar arz karenge hamne aapko Wazu karne ke liye falan waqt me pani bhara tha koi kahega mene aapko istinje ke liye dhyel diya tha ulma sabki shifaat karene
📚Bahare Shariyat
📚HAWALA📚
📖Aam kutub fiqah, Mishkat sharif, Bahare shariyat
📝NOTE=>Hame in baton se ye sabaq hasil karna chahiye ki jab ulmaye karam ke liye wazu ka pani bharne se hamari shafa-at ho sakti hai to unki tohin(Beizzati) se ham kis qadar aazab ke mustahiq ho sakte hain
HADIS'E PAK ME HAI👇
Hazrate abada bin samat رضی اللہ عنہ se riwayat hai ki Rasul Allah ﷺ ne irshad farmaya "Jo hamare aalim ka haq na pehchane wo meri ummat se nahi"
Aala hazrat farmate hain ki "agar koi aalim ko is liye bura kehta hai ki wo aalim hai to ye sarih kufr hai our agar be sabab ranj rakhta h to marizul qalb hai kufr ka andesha hai
📚Jameul Ahadis
📌Ulma'e karan ki tazim karen our logon ko bhi iska hukm den our Gumrahi se bachen our logon ko bachayen
ان شاء اللہ
واللہ اعلم بالصواب

No comments:
Post a Comment
Aapke comments hame milenge our aapko uska replay bhi diya jaega aap apni bat likh sakte hain
THANK U 🌹