Quran ki Tafsir ke kitne darje hai❓




Tafsire Quran ke 4 darje hain

1. Quran ki tafseer Quran se ki Kuch ki tafseer aage aayat hi bayan karti hain ye sabse behtar h

2. Quran ki Tafsir Hadis'e pak ke zariye ye dusre darje par hai Qki Huzur ﷺ Sahibe Quran hain lehaza unse behtar koi Quran ko nahi Samajh sakta

3. Sahaba kram ki batai hui tafsir qki Huzur ﷺ Ke Bad Huzur ﷺ ke Sath apne Waqt ko guzare hue Moazzaz Ashabe Rasul hi Quran ki sahi tafsir bayan kar sakte hain

4. Tabain ya tab-a Tabain Ashab Rasul ﷺ ke bad Tabain jo ki Ashabe Rasul Ke sath Waqt guzare hain hi Qaran ki durust tafsir bayan kar sakte hain

Iske alawa koi bhi insan apne Samajh se Kisi tarah ki tafsir bayan kare agar cha durust hi q na ho HRAM hai lehaza hame chahiye ki ham wahi tafsir bayan karen joki Hame in darjon ke zariye hasil ho  

No comments:

Post a Comment

Aapke comments hame milenge our aapko uska replay bhi diya jaega aap apni bat likh sakte hain

THANK U 🌹

Pages