Quran ki Tafsir Kitni tarah se hoti hai ❓




Quran ki tafsir 2 tarah se hoti hai

1 Zahiri Yani ki jo Quran me Moujud Kalame pak hain unke jo zahiri mana hain unke etbar se Ahadis our Ashabe Rasul Ya Tabain ke Qol se bayan karna

2 Batini Tafsir yani ki Jo Quran me Moujud Kalame pak hain unke jo batini mana hain unke etbar se Ahadis our Ashabe Rasul Ya Tabain ke Qol se bayan karna

No comments:

Post a Comment

Aapke comments hame milenge our aapko uska replay bhi diya jaega aap apni bat likh sakte hain

THANK U 🌹

Pages